Roman script
tere is jahan me ai khuda woh nahi toh lagta hai kuch nahi tere is jahan me ai khuda woh nahi toh lagta hai kuch nahi nahi hoke bhi hai woh har jagah karu kyun yakin ke woh ab nahi tere is jahan me ai khuda woh nahi toh lagta hai kuch nahi nahi hoke bhi hai woh har jagah karu kyun yakin ke woh ab nahi tere is jahan mein ai khuda hai udaas tere bina shahar tujhe yaad karte hain raaste hai woh log apne gharo me band jo nikalte the tere waste baharein jawani kahaan gayi thi abhi fizan ki rut nahi tere is jahan mein ai khuda woh nahi toh lagta hai kuch nahi sab jeete hain yahaan jindagi tujhe jindagi ne jiya magar tha woh rab bhi tanaha tere bina toh bana liya tujhe hum safar tujhe chhin laau khuda se main koi uska tujhape to haq nahi tere is jahan me ai khuda lyrics typed by: neha gupta
Song details
- Singer: K. K.
- Film / album: Rog (2005)
- Composer: M M Kareem
- Lyricist: Sayeed Quadri
- Actor: Irrfan Khan
- Actor: Himanshu Mallik
- Actor: Ilene Hamman
- Actor: Suhel Seth
- Actor: Munish Makhija
- Actor: Akiv Ali
- Actor: Shyamoli Varma
- Actor: Ankur Desai
- Actor: Denzil Smith
Song video
actor: Irrfan Khan, Ilene Hamman