Roman script

tere hum o sanam tu jaha mai vaha

suraj tu jarra mai tu kaha mai kaha 

tere hum o sanam

kya khabar hai tujhe dil tera ho gaya 

pyar ki rah me dil mera kho gaya 

kya khabar thi mujhe aisa din aayega 

mahal ka chand bhi mera ban jayega 

pyar me fark kya tu jaha dil vaha 

suraj tu jarra mai tu kaha mai kaha 

tere hum o sanam

aapki baat ka kaise aaye yakin

kaise nazre uthe itni himmat nahi 

pyar me ek hai kya jami kya gagan

hona kya hai yaha mai na janu sajan 

kya kahega jahan sochle meharba

tere hum o sanam tu jaha mai vaha

Explore this song