Roman script

tu shakti tu daya ka sagar

tu jivan ujiyara tera har ik rup

tere bhakto ko laage pyara

tere charno me man lin rahe

tere charno me man lin rahe

mera mastak ho aur dwar tera

tere charno me man lin rahe

o tere charno me man lin rahe

mera mastak ho aur dwar tera

mit jaye janmo ki trishna

mit jaye janmo ki trishna

mil jaye itna pyar tera

maharani maa kalyani maa

maharani maa kalyani maa

teri daasi teri pujaran main

tere dwar ki ek bhikharan main

tere dwar ki ek bhikharan main

mere jivan ki abhilasha hai

banu jogan tere karan main

banu jogan tere karan main

mere man me tera hai ujiyara

mere man me tera hai ujiyara

ye mujh par hai upkar tera

maharani maa kalyani maa

maharani maa kalyani maa

raja ko raaj ki bhiksha de

nirdhan ko prem ki bhiksha de

nirdhan ko prem ki bhiksha de

tan man me teri jyot saje

tere naam ka ghar ghar shankh baje

tere naam ka ghar ghar shankh baje

har balak tera sukhi rahe

har balak tera sukhi rahe

din duna ho satkar tera

maharani maa kalyani maa

maharani maa kalyani maa

main ang bani hu jis kul ka

us kul ka mujhse maan badhe

us kul ka mujhse mata maan badhe

sakar ho mera ye sapna

meri ye aasha parwana chadhe

meri ye aasha parwana chadhe

meri puja ki maa laaj rahe

meri puja ki maa laaj rahe

mujhe harpal hai aadhar tera

maharani maa kalyani maa

maharani maa kalyani maa

tere tere charno me man lin rahe

mera mastak ho aur dwar tera

mit jaye janmo ki trishna

mit jaye janmo ki trishna

mil jaye itna pyar tera

maharani maa kalyani maa

maharani maa kalyani maa

maharani maa kalyani maa

maharani maa kalyani maa

Explore this song