Roman script

tere bina sune sune tere bina ho

tere bina sune sune

tere bina do pal pyar ke

kya se kya ho gaya

kya huya kya pata

teri ya meri hai kiski hai ye khata

teri yaadon ki gahrai hai

bas main hun aur tanhai hai

tere bina haa aa

tere bina sune sune tere bina ho

tere bina sune sune

tere bina do pal pyar ke

hum chale the jahan

din dhale the jahan

raste kho gaye kho gaye wo nisha

zakhmon ko yun bhar jaunga

tadapunga aur mar jaunga

tere bina tere bina tere bina

tere bina sune sune tere bina ho

tere bina sune sune

tere bina do pal pyar ke

main nahin bewafa tu nahin bewafa

lagta hai ho gaya waqt hamse khafa

ye dard-e-dil kyun jaata nahin

jo bita kal kyun aata nahin

tere bina haa aa tere bina

Explore this song