Roman script

tere bina jeena nahi, jeena nahi saathiya

ae hasina, naaznina tu hain kahan

mehaki fizaye, thandi hawaye tujhko bula rahi hain

chaahat me teri kaliya chaman ki, raahe saja rahi hain

jaane jaana, kuch bata na, tu hain kaha

tere bina jeena nahi, jeena nahi saathiya

tere bina jeena nahi, jeena nahi saathiya

in waadiyo me dil ki sadaye, gunji hain is tarah se

chaahat ka naam likha hua ho, sadiyo se jis tarah se

yu sata na, ab to aana, tu hain kaha

tere bina jeena nahi, jeena nahi saathiya

tere bina jeena nahi, jeena nahi saathiya

ae hasina, naaznina tu hain kahan

tere bina jeena nahi, jeena nahi saathiya

tere bina jeena nahi

saathiya o saathiya

hmmm

saathiya

Explore this song