Roman script

aaa
tere bina aag ye chandni
tu aaja tu aaja
tere bina aag ye chandni
tu aaja tu aaja
tere bina besuri basuri
ye meri zindagi dard ki ragini
tu aaja tu aaja
tu aaja tu aaja
tu aaja tu aaja
ooo
ye nahi ye nahi hai zindagi
zindagi ye nahi zindagi
zindagi ki ye chita
main zinda jal raha hu haye
saans ke ye aag ke 
ye teer chirte hai aar paar
ooo
mujhko ye narak na chahiye
mujhko phool mujhko preet 
mujhko preet chahiye
mujhko chahiye bahar
mujhko chahiye bahar
mujhko chahiye bahar
mujhko chahiye bahar

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Manna Dey, Lata Mangeshkar

actor: Raj Kapoor, Nargis