Roman script

ye jamin ye aasmaan ye waadiya

gumsum hai kyun bhala saara sama

ye jamin ye aasmaan ye waadiya

gumsum hai kyun bhala saara sama

ye jamin ye aasmaan ye waadiya

gumsum hai kyun bhala saara sama

tham sa gaya ye pal, dil na lage aajkal

tu hi bata kya karu kaise yaha main rahu

tere bin suna suna ye jahaan 

tere bin suna suna ye jahaan

tere bin suna suna ye jahaan

tere bin suna suna ye jahaan

ye nadi ye saahile ye kashtiya

sab puchhate hai ye tu hai kaha

kya main kahu inse, dur hai tu mujhse

kya baat hai kya huwa, kyun ho gayi tu juda

tere bin suna suna ye jahaan

tere bin suna suna ye jahaan

mere honto me sama banke hansi

meri jindagi me aa leke khushi

bhul gayi tu mujhe, yaad karu main tujhe

aaja sanam aa bhi ja, sun le sada o meri jaan

tere bin suna suna ye jahaan

tere bin suna suna ye jahaan

tere bin suna suna ye jahaan

tere bin suna suna ye jahaan

Explore this song