Roman script

dil me sama jaaunga ek din 

khwabon pe chha jaunga ek din 

bechain hoga tera dil 

main tujhko yaad aaunga ek din 

dil me sama jaaunga ek din 

khwabon pe chha jaunga ek din 

bechain hoga tera dil 

main tujhko yaad aaunga ek din 

dil me sama jaaunga ek din 

aramaan machalne lagenge 

dhadakan bahkane lagegi 

mithi si ek pyaas koi 

tere labo pe jagegi 

tujhe chahun tujhe sochu, main har pal aise 

dil me sama jaaunga ek din 

khwabon pe chha jaunga ek din 

bechain hoga tera dil 

main tujhko yaad aaunga ek din 

dil me sama jaaunga ek din 

banke main jhokha hava ka 

julfen udata rahunga 

raton ko aake main teri 

ninde churata rahunga 

mere dil me tu basi hain, na jaane kab se

dil me sama jaaunga ek din 

khwabon pe chha jaunga ek din 

bechain hoga tera dil 

main tujhko yaad aaunga ek din 

dil me sama jaaunga ek din 

khwabon pe chha jaunga ek din 

bechain hoga tera dil 

main tujhko yaad aaunga ek din 

dil me sama jaaunga ek din

Explore this song