Roman script

dhak dhak dil kare ghabrau sajna

jab jab tujhe dekhu sharmau sajna

dhak dhak dil kare ghabrau sajna

jab jab tujhe dekhu sharmau sajna

aise kaise bhala tujhse batau sajna

tere bin nahi jina tere bin nahi jina

tere bin nahi jina

dhak dhak dil kare ghabrau sajna

jab jab tujhe dekhu sharmau sajna

aise kaise bhala tujhse batau sajna

tere bin nahi jina tere bin nahi jina

tere bin nahi jina

tu rang rangila hai tu chhal chhabila hai

kabhi kuch bole na bada sharmila hai

tu rang rangila hai tu chhal chhabila hai

kabhi kuch bole na bada sharmila hai

teri sanse mehkau tere sapno me aau

jo tu ruthe to tujhko manau sajna

tere bin nahi jina tere bin nahi jina

tere bin nahi jina

meri takdir hai tu haseen tasvir hai tu

khawab jo dekha hai uski tabir hai tu 

meri takdir hai tu haseen tasvir hai tu

khawab jo dekha hai uski tabir hai tu 

teri ninde mai churau tera hosh mai udau

teri soyi dhadkan ko sajau sajna

tere bin nahi jina tere bin nahi jina

tere bin nahi jina

dhak dhak dil kare ghabrau sajna

jab jab tujhe dekhu sharmau sajna

dhak dhak dil kare ghabrau sajna

jab jab tujhe dekhu sharmau sajna

aise kaise bhala tujhse batau sajna

tere bin nahi jina tere bin nahi jina

tere bin nahi jina tere bin nahi jina

Explore this song