Roman script

tere behan aur bhai mujhe lagte hain kasai 

kya pream ki batti jalne denge nahin 

ari bol sabbo bol sangam hoga ke nahin 

nahin kabhi nahin 

teen meri behane aur char mere bhai 

saato hi mere amma babab ki kamai 

aankho jo dikhlayega to karenge dhulaai 

le ja wapis aake teri ye lugaai 

kaise padhu main pyaar ka pahada 

kar diya tumne mera kabada 

socha tha ki shaadi karke aish karenge 

socha tha ki shaadi karke aish karenge 

pyaar wala check hum kaish karenge 

haan pyaar wala check hum kaish karenge

haan ji haan oye oye haan ji haan oye oye 

na na na na naare naare naare 

na na na na naare naare naare 

na na na na naare naare naare 

bachha bachha jehar lage 

bachha bachha jehar lage 

laai hai inhe dahej mein inhe 

kaahe tu baau ghar se 

allah re allah re 

ho in sasuro ko dekha toh aisa laga 

in sasuro ko dekha toh aisa laga 

jaise kaanto ke jhaad jaise zahar ke pahad 

jaise dengu bukhaar jaise bichu ke haar 

jaise rawan ke roop jaise neem ka soup 

jaise dushman ne di ho koi baduaan ho 

tujhe pitne ko dil karta hai 

ho ghochu tujhe pitne ko dil karta hai 

jo bhi munh mein aaye woh bakta hai 

tujhe pitne ko dil karta hai 

saat ullu pade pade ghoore humko khade khade 

saat ullu pade pade ghoore humko khade khade 

sach sach main kehti hun sun lo aji sun lo aji 

gadenge tambu yahin pe sabhi raat bhar muye 

raat bhar muye milne na de 

deede dikhaye bade bade 

kambakhton kambakhton futo kahin 

miyaan biwi ko chodke 

khele kabaddi arman dil mein 

aao ghusedu tumhe saapon ke bil me 

khatiya ke neeche kya hai 

khatiya ke niche 

parde ke piche kya hai 

parde ke piche

ho khatiya ke niche bhai 

parde ke piche behna 

ye meri aankh ke taare 

ye mera ghar ka gehna 

haayo rabba main kya karun kahaan maru

chup chup chup chup chup chup 

chup chup chup chup chup chup 

are chup 

o didi bolo na ye kundi kholo naa

ke bablu rota hai guddu nahin sota hai 

ke chinki ladti hai mujhe tang karti hai 

ke chutki darti hai ke 

ki dekho chintu ko khasi aati hai 

o didi bolo na ye kundi kholo naa

o didi bolo na ye kundi kholo naa

Explore this song