Roman script

jo hai aashiqi hamare liye 
bane jindagi tumhare liye 
tere aane se aaye, tere jane se jaye
tere aane se aaye, tere jane se jaye
dil ka karar, o mahbuba, o mahbuba
tere aane se aaye, tere jane se jaye
tere aane se aaye, tere jane se jaye
dil ka karar, o mere yara, o mere yara
ek pal me dil kaa rishta judane laga
ha kambakht mai dil kaa panchhi udne laga
yahi khwaahish hai, farmaish hai
hame chaho tum, ye gujarish hai
jo hai aashiki hamare liye
bane jindagi tumhare liye
tere aane se aaye, tere jane se jaye 
tere aane se aaye, tere jane se jaye
dil kaa karar, o mere yara, o mere yara
aisa hai kya tujhme jo, marte hain ham
beinteha chahat kyu karte hain ham
ye naa socha hai, ye naa jana hai
bas hamne to yahi mana hai
sitaro me the jamin pe sanam 
utar gaye tumhare liye
tere aane se aaye, tere jane se jaye 
tere aane se aaye, tere jane se jaye
dil kaa karar, o mahbuba, o mahbuba

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Alka Yagnik, Kumar Sanu

actor: Abhishek Bachchan, Ayesha Jhulka, Bhumika Chawla, Mahesh Manjrekar