Roman script

tera jahan aabad hai mera jahan barbad hai

fariyad hai fariyad hai aye asma fariyad hai

tera jahan aabad hai mera jahan barbad hai

tu khush ke tere bag ke sab phul akhir khil gaye

jinki tamanna thi tujhe akhir wo tujhko mil gaye

mere mukaddar me fakat gam aur kisi ki yad hai

tera jahan aabad hai mera jahan barbad hai

tu kush ke tere hath me ummid ka jaam aa gaya

meri mohabbat ke liye rone ka paigam aa gaya

hairat na kar aye bekhabar duniya hai ek jadu ka ghar

do dil hai ek ghar me magar ek shad ek nashad hai

fariyad hai fariyad hai aye asma fariyad hai

tera jahan

Explore this song