Roman script

tu jo rutha, to koun hasega

tu chhuta to koun rahega 

tu chhup hai to,ye dar lagtaa hai 

apna mujhko koun kahega 

tu hi wajh aa, tere bina 

bewajah bekar hoon main, tera yaar hoon main 

tera yaar hoon main 

aaja lde phir khiloune ke liye 

tu jeete main haar jaau 

aaja kare phir wahi saraarte 

tu bhaage main maar khaau 

mithi se wo gaali teri 

sun ne ko taiyaar hoon main

tera yaar ho main, hmm tera yaar ho main, tera yaar hoon 

sajna de rahu main rangiya main 

sauna diya saihnayiya ve 

dhol bajnke yaar wo badhayiya ve 

khushiya da bachda mai phiraaaa 

anjuaa da bachda main phirhhhhh aaaa hh 

ou jaate nahi riste purane 

kisi naye ke aa jaane se 

jata hoon main to jane de 

kyun paresaa hai,mere jaane se 

tuta hai to juda hai kyu, meri tarf tu muda hai kyun 

haq nahi tu ye khee ki yaar ab hum naa rahe 

ik teri yaadi kahi, saato janam haq daar hoon main 

tera yaar hoon, tera yaar hoon main 

tera yaar hoon main, tera yaar hoon main 

tera yaar hoon mai

Explore this song