Roman script
kuch to kami hai jo dil ko laga
chand chupa hai ya gum hai jahan
musaafir dono the ab ek pata
kise ye sunaye ab kya haal mera
ab kuch to lagta hai tera
thoda uss me bhi mera
hone laga
dil tera rehnuma maane na
lagta taaro ke jaisa
fitoor ye hai khwab jaisa
udne laga baadal ye mann mera
maane na
tera rehnuma maane na
khwab tera yoon dikha hai
ki tab se mann pe rang tumhara
chadhne laga hai
kis disha mei, main awaara
hoke paagal baawra mann
udne laga hai
uns naya hai ya dil hai naya
maazi tunhi hai
ya main laapata
nadi hum dono hai milenge kahana
samandar thehra ho jo saath tera
ab kuch to lagta hai tera
thoda uss me bhi mera
hone laga
dil tera rehnuma maane na
lagta taaro ke jaisa
fitoor ye hai khwab jaisa
udne laga baadal ye
mann mera maane na
tera rehnuma maane na
maane naaa
tera rehnuma maane na
Explore this song