Roman script
ye tera mera milna yun dilon ka khilna ye hai khuda ki marzi yuhin nahi hai yaar ye tera paas aana yun nazrein milana ye hai khuda ki marzi yuhin nahi hai yaar tere bin tere bin dil naiyyo lagda o tere bin tere bin dil naiyyo lagda tere bin tere bin dil naiyyo lagda o tere bin tere bin dil naiyyo lagda ye tera mera milna yun dilon ka khilna ye hai khuda ki marzi yuhin nahi hai yaar ye tera paas aana yun nazrein milana ye hai khuda ki marzi yuhin nahi hai yaar tere bin tere bin dil naiyyo lagda o tere bin tere bin dil naiyyo lagda tere bin tere bin dil naiyyo lagda o tere bin tere bin dil naiyyo lagda dhadkan ki madhoshiyan badhati hai nazdikiyan ek bahane se ek tu hai bekhabar baki sabko hai khabar jahano mein sari ummidein meri hongi muqammal tere ek nibhane se jodi sab ki milaye rab jodiyan banaye aasmano mein aasmanon mein ye tera mera milna yun dilon ka khilna ye hai khuda ki marzi yuhin nahi hai yaar ye tera paas aana yun nazrein milana ye hai khuda ki marzi yuhin nahi hai yaar tere bin tere bin dil naiyyo lagda o tere bin tere bin dil naiyyo lagda tere bin tere bin dil naiyyo lagda o tere bin tere bin dil naiyyo lagda bechainyon ke ye pal kyu jane jaan aaj kal yun satate hai tere ishq mein mujhe beqarariyan mili hai nazranon mein yadon ke lamhat bhi tujhko ki har kahin kyun bulate hai dil ki anjuman me tum tum hi rehti ho mere afsano me afsano me ye tera mera milna yun dilon ka khilna ye hai khuda ki marzi yuhin nahi hai yaar tere bin tere bin dil naiyyo lagda o tere bin tere bin dil naiyyo lagda tere bin tere bin dil naiyyo lagda o tere bin tere bin dil naiyyo lagda tere bin tere bin dil naiyyo lagda o tere bin tere bin dil naiyyo lagda tere bin tere bin dil naiyyo lagda o tere bin tere bin dil naiyyo lagda
Song details
- Singer: Shreya Ghoshal
- Singer: Himesh Reshammiya
- Film / album: Aap Ka Surroor - The Moviee (2007)
- Composer: Himesh Reshammiya
- Lyricist: Sameer
- Actor: Himesh Reshammiya
- Actor: Mallika Sherawat
- Actor: Hansika Motwani
- Actor: Raj Babbar
- Actor: Darshan Jariwala
- Actor: Anant Mahadevan
- Actor: Sachin Khedekar
- Actor: Pankaj Jha
singer: Shreya Ghoshal, Himesh Reshammiya