Roman script

tera jalwa najar me basaya

jo bhi hoga dekha jayega

tera jalwa najar me basaya

jo bhi hoga dekha jayega

saaf kahte hai

saf kahte hai tujhpe dil aaya

jo bhi hoga dekha jayega

tera jalwa najar me basaya

jo bhi hoga dekha jayega

dekha na tujhsa lakho me koi

dekha na tujhsa lakho me koi

tabhi se firti hu mai khoi khoi

tabhi se firti hu mai khoi khoi

o pyar tera hai

pyar tera hai sine se lagaya

jo bhi hoga dekha jayega

tera jalwa najar me basaya

jo bhi hoga dekha jayega

haye wo milke nazro ka jhukna

haye wo milke nazro ka jhukna

dil ka dhadkana sanso ka rukna

dil ka dhadkana sanso ka rukna

o hosh tabhi se

hosh tabhi se hamko nahi aaya

jo bhi hoga dekha jayega

tera jalwa najar me basaya

jo bhi hoga dekha jayega

tere diwane tera naam lenge

tere diwane tera naam lenge

dega jaha jo bhi ilzam lenge

dega jaha jo bhi ilzam lenge

o hamne bhi

hamne bhi jahaa ko thukraya

jo bhi hoga dekha jayega

tera jalwa najar me basaya

jo bhi hoga dekha jayega

saaf kahte hai

saaf kahte hai tujhpe dil aaya

jo bhi hoga dekha jayega

Explore this song