Roman script

tera ek sahara hai tu hi ek hamara hain 

tera ek sahara hai tu hi ek hamara hain 

is andhiyare jivan mein tujhse hi ujiyara hai 

tujhse hi ujiyara hai 

tera ek sahara hai tu hi ek hamara hain 

nishdin ke in dukh dardo se 

ab to bhawan mukti do 

nishdin ke in dukh dardo se 

ab to bhawan mukti do 

aur agar dukh dena bhi to 

dukh sahne ki shakti do 

dukh sahne ki shakti do 

tera ek sahara hai tu hi ek hamara hain 

is andhiyare jivan mein tujhse hi ujiyara hai 

tujhse hi ujiyara hai 

tera ek sahara hai tu hi ek hamara hain 

matlab ke jhuthe rishto se 

jab bhi man ghabraya hai 

matlab ke jhuthe rishto se 

jab bhi man ghabraya hai 

chhod ke saari moh maaya ko 

chain tujhi me paaya hai 

chain tujhi me paaya hai 

tera ek sahara hai tu hi ek hamara hain 

is andhiyare jivan mein tujhse hi ujiyara hai 

tujhse hi ujiyara hai 

tera ek sahara hai tu hi ek hamara hain 

jo bhi de swikaar hai mujhko 

par main chahu tujhse yahi 

jo bhi de swikaar hai mujhko 

par main chahu tujhse yahi 

charanon me rahne de tu mujhko 

gira hua chahe phool sahi 

gira hua chahe phool sahi 

tera ek sahara hai tu hi ek hamara hain 

is andhiyare jivan mein tujhse hi ujiyara hai 

tujhse hi ujiyara hai 

tera ek sahara hai tu hi ek hamara hain 

tera ek sahara hai tu hi ek hamara hain

Explore this song