Roman script

yaad me teri jahan ko bhulta jaata hu main 

yaad me teri jahan ko bhulta jaata hu main 

bhulne wale kabhi tujhko bhi yaad aata hu main 

sabko hum bhul gaye 

josh e junu me lekin 

sabko hum bhul gaye 

josh e junu me lekin 

ek etri yaad thi aisi 

jo bhulayi na gayi 

kuch khatakta to hai 

pahu me mere rah rah kar 

kuch khatakta to hai 

pahu me mere rah rah kar 

ab khuda jane teri yaad hai 

yaa dil mera 

tera ahsaas kahi maar na dale mujhko 

tera ahsaas kahi maar na dale mujhko 

tera ahsaas kahi maar na dale mujhko 

is kadar yaad na aa, yaad na aa 

is kadar yaad na aa bhulne wale 

tera ahsaas kahi maar na dale mujhko 

ye kya kiya ki samne aakar chale gaye 

ye kya kiya, ye kya kiya 

ye kya kiya ki samne aakar chale gaye 

ek rog zindgi ko lagakar chale gaye 

tu mera khwab hai aa meri hakiqat ban jaa 

tu mera khwab hai aa meri hakiqat ban jaa

meri kismat ki lakeero se chura le mujhko 

meri kismat ki lakeero se chura le mujhko 

tera ahsaas kahi maar na dale mujhko 

tumhare dard me hone na di kami maine, maine 

maine tumhare dard me hone na di kami maine 

tamam umr tadap kar guzaar di maine 

main to kashti hu tera pyar hai sahil mera 

main to kashti hu tera pyar hai sahil mera 

mera tera pyar hai sahil mera 

main to kashti hu, main to kashti hu 

mera tera pyar hai sahil mera 

main to kashti hu

tera pyar hai sahil mera 

yun na kar waqt ke dariya ke hawale mujhko 

yun na kar waqt ke dariya ke hawale mujhko 

is kadar yaad na aa, yaad na aa, yaad na aa 

is kadar yaad na aa bhule wale mujhko 

tera ahsaas kahi maar na dale mujhko 

tera ahsaas kahi

Explore this song