Roman script

yu tera muskurana aur aake chale jana

yu tera muskurana aur aake chale jana

kismat ka hai khul jana, tera didar hua 

pehla sa pyar hua, pehli hi bar hua is dil ko

na to inkar hua, na hi ikrar hua

jane kya yaar hua is dil ko

yu tera muskurana aur aake chale jana

kismat ka hai khul jana, tera didar hua 

pehla sa pyar hua, pehli hi bar hua is dil ko is dil ko

na to inkar hua, na hi ikrar hua

jane kya yaar hua is dil ko

tujhse mila to jagi duvaye aur nazar ne sazda kiya

jannat zami pe aayi utar ke khushiyo ne jaise chum sa liya 

tujhse mila to jagi duvaye aur nazar ne sazda kiya

jannat zami pe aayi utar ke khushiyo ne jaise chum sa liya 

har manjar dilnashi hai, tu hi tu har kahi hai 

ha teri ye adaye to hai sari katilana, tera didar hua

pehla sa pyar hua, pehli hi bar hua is dil ko

na to inkar hua, na hi ikrar hua

jane kya yaar hua is dil ko

tere bina mai tanha tha har pal, hotho pe hardam thi tisnagi 

maksad nahi tha sapne nahi the, thi zindagi me aawargi 

tu mera rahnuma hai, manjil hai rasta hai 

ho mere liye tu to jaise rab ka hai nazrana, tera didar hua

pehla sa pyar hua, pehli hi bar hua is dil ko

na to inkar hua, na hi ikrar hua

jane kya yaar hua is dil ko

yu tera muskurana aur aake chale jana

yu tera muskurana aur aake chale jana

kismat ka hai khul jana, tera didar hua 

pehla sa pyar hua, pehli hi bar hua is dil ko

na to inkar hua, na hi ikrar hua

jane kya yaar hua is dil ko

Explore this song