Roman script

tauba tauba tauba

tauba tuaba tauba dar lage huzur se

ui ui ui mere allah mujhe dekho na ghur ke

tauba tuaba tauba dar lage huzur se

ui ui ui mere allah mujhe dekho na ghur ke

ankhiya churau mai nigahe na milau

jhalak dikha ke mai to chup chup jau

ankhiya churau mai nigahe na milau

jhalak dikha ke mai to chup chup jau

chup chup jau mai to chup chup jau

saukhiya sikhi hai maine jannat ki hur se saukhiya

saukhiya sikhi hai maine jannat ki hur se

ui ui ui mere allah mujhe dekho na ghur ke

tauba tuaba tauba 

bijli giregi jo nazar gayi mil

tum hi kahoge fir haye mera dil

bijli giregi jo nazar gayi mil

tum hi kahoge fir haye mera dil

haye mera dil gaya haye mera dil

luki chupi aag hu mai parde me nur ke

luki chupi aag hu mai parde me nur ke

ui ui ui mere allah mujhe dekho na ghur ke

tauba tuaba tauba 

van ki hu chidiya na pinjre me aau

maino ki fizao se mai dar dar jau

van ki hu chidiya na pinjre me aau

maino ki fizao se mai dar dar jau

dar dar jau mai to dar dar jau

kahe ko ishara mujhe karte ho dur se

ui ui ui mere allah mujhe dekho na ghur ke

tauba tuaba tauba

Explore this song