Roman script

tauba re tauba haye mere rabba ye kya gazab kiya

jisko banana tha ladki use ladka bana diya

tauba re tauba aye mere rabba ye kya gazab kiya

phulo sa hai najuk badan tan champe ki dal hai

jab se tujhe dekha yaha dil ka bura hal hai

jab tu chale balkha ke yu dil pe kya jhatka lage

chuke tujhe kya jane kyu har ang mera jale

hairat hai mujhko kaise khuda ne

hairat hai mujhko kaise khuda ne

ye kaam ulta kiya

jisko banana tha ladki use ladka bana diya

tauba re tauba aye mere rabba ye kya gazab kiya

jisko banana tha ladki use ladka bana diya

jisko banana tha ladki use ladka bana diya

khwabo me jo mere basi hai teri surat wahi

par kya karu majbur hu kismat hai meri buri

aye kash tu hota agar ladki yaha meri ja

teri kasam tujhse hi mai shadi rachata yaha

haye tere jaisi  biwi jo milti 

haye tere jaisi  biwi jo milti 

jine ka aata maza

tujhko banana tha ladki ladka bana diya

tujhko banana tha ladki ladka bana diya

tauba re tauba aye mere rabba ye kya gazab kiya

jisko banana tha ladki use ladka bana diya

jisko banana tha ladki use ladka bana diya

Explore this song