Roman script

touba ji touba na punchho mera haal 

touba ji touba na punchho mera haal 

sunkar ke siyan ji thamenge baiyan bahak gai chal 

touba ji touba na punchho mera haal 

unke khyalo ke jhule mein jhul ke 

kaliyon se khelun main kanto ko chum ke 

unke khyalo ke jhule mein jhul ke 

kaliyon se khelun main kanto ko chum ke 

usne lagai jo phoolo ki dali mahak gaye baal 

touba ji touba na punchho mera haal 

touba ji touba na punchho mera haal 

koi samjh ke kare aisa kaam na 

mare khushi ke pada dil ko thamna 

koi samjh ke kare aisa kaam na 

mare khushi ke pada dil ko thamna 

kahati hun ji se jo milana hai pi se 

to khud is dil ko sambhal 

touba ji touba na punchho mera haal 

touba ji touba na punchho mera haal 

banke diwani balam ji ki chah mein 

dolun akeli mohabbat ki raah mein 

banke diwani balam ji ki chah mein 

dolun akeli mohabbat ki raah mein 

itna na jane kahi ye jamana chale na koi chal 

touba ji touba na punchho mera haal 

sunkar ke siyan ji thamenge baiyan bahak gai chal 

touba ji touba na punchho mera haal

Explore this song