Roman script

aankho mein shabab hai chehra ye gulab hai

har ada azab hai husn behisaab hai

tu jo benaqaab hai tauba hai tauba hai

tauba hai tauba hai tauba hai tauba hai

tauba hai tauba hai tauba hai tauba hai

tauba hai tauba hai tauba hai tauba hai

tauba hai tauba hai

zulfo ko chu kar tum jab muskurati ho

zulfo ko chu kar tum jab muskurati ho

dekhne walo pe bijlee girati ho

wallah aafat qayamat ho tum

main dil hu aur dil ki chahat ho tum

har ada azab hai husn behisaab hai

tu jo benaqaab hai tauba hai tauba hai

tauba hai tauba hai tauba hai tauba hai

tauba hai tauba hai

tauba hai tauba hai tauba hai tauba hai

tauba hai tauba hai tauba hai tauba hai

kar ke ishara tum bholi ban jaati ho

kar ke ishara tum bholi ban jaati ho

dil ko satati ho hum ko tadpati ho

jannat ki huro se bahar ki ho tum

shula ho shabnam ho jaadu ho tum

har ada azab hai husn behisaab hai

tu jo benaqaab hai

tauba hai tauba hai tauba hai tauba hai

tauba hai tauba hai tauba hai tauba hai

tauba hai tauba hai tauba hai tauba hai

tauba hai tauba hai tauba hai tauba hai

Explore this song