Roman script

aa bhi ja aa bhi ja

din me teri yaad sataye 

raat ko bhi chein na aye 

doori mera dil tadpaaye

dil tadpaaye 

aa bhi ja aa bhi ja

din me teri yaad sataye 

raat ko bhi chein na aye 

doori mera dil tadpaaye

sun le jana 

tod na dil mera ab aa bhi ja

tod na dil mera ab aa bhi ja

tod na dil mera ab aa bhi ja 

chein me ek pal mujhe kyo kahi aaye na 

mujh ko dar hai kisi mod pe

tu bichhad jaye na 

kahi kho jaye na 

sare sapne mere tod ke

kehata hai dil mera pyaar kare

wo jo duniya se ghabraye na 

kehate hai mujhe log diwana 

kehate hai mujhe log diwana

kehate hai mujhe log diwana 

kehate hai mujhe log diwana

kya hu mein meine nhi jana 

sun sake to sun afsana 

fir tu mujhe haisla sunana 

din me teri yaad sataye 

raat ko bhi chein na aye 

doori mera dil tadpaaye

sun le jana 

tod na dil mera ab aa bhi ja

tod na dil mera ab aa bhi ja

tod na dil mera ab aa bhi ja 

tujh ko ye ya meya ya

dar hai rushvayi ka

lav par late huye mera naam

mai bhi kaise piyu yaam tanhayi ka

yaad aati hai wo bhigi sham

kehta hai dil mera pyaar kare

wo jo duniya se ghabraye na 

kehate hai mujhe log diwana 

kehate hai mujhe log diwana

kehate hai mujhe log diwana 

kehate hai mujhe log diwana

kya hu mein meine nhi jana 

sun sake to sun afsana 

fir tu mujhe haisla sunana 

din me teri yaad sataye 

raat ko bhi chein na aye 

doori mera dil tadpaaye

sun le jana 

tod na dil mera ab aa bhi ja

tod na dil mera ab aa bhi ja

tod na dil mera ab aa bhi ja

Explore this song