Roman script

tashkine dile mahzu na hui

wo saiye karam farma bhi gaye

tashkine dile mahzu na hui

wo saiye karam farma bhi gaye

is saiye karam ko kya kahiye

bahla bhi gaye tadpa bhi gaye

hum arze wafa bhi kar na sake

kuch kah na sake kuch sun na sake

hum arze wafa bhi kar na sake

kuch kah na sake kuch sun na sake

yaha hamne juba hi kholi thi

waha aankh jhuki sharma bhi gaye

yaha hamne juba hi kholi thi

waha aankh jhuki sharma bhi gaye

is mahfile kaifo masti me

in anjumane irfani me

in mahfile kaifo masti me

in anjumane irfani me

sab jame bakaf baithe the

hum pee bhi gaye chalka bhi gaye

sab jam bakaf baithe the

hum pee bhi gaye chalka bhi gaye

Explore this song