Roman script

taskeen-e-dile mehzum na huyi 

wo saiye karam farma bhi gaye

taskeen-e-dile mehzum na huyi 

wo saiye karam farma bhi gaye

is saiye karam ko kya kahiye

bahla bhi gaye, tadpa bhi gaye

hum marj-e-wafa bhi kar na sake

kuch kah na sake, kuch sun na sake

hum marj-e-wafa bhi kar na sake

kuch kah na sake, kuch sun na sake

yaha humne jaba hi kholi thi

waha aankh jhuki sharma bhi gaye

yaha humne jaba hi kholi thi

waha aankh jhuki sharma bhi gaye

is mehfil kaifo masti me

is anjumane irfani me

is mehfil kaifo masti me

is anjumane irfani me

sab jaam vakuf me peete nahi

hum pee bhi gaye, chhalka bhi gaye

sab jaam vakuf me peete nahi

hum pee bhi gaye, chhalka bhi gaye

Explore this song