Roman script

tarif us khuda ki jisnay jaha banaaya

kaisi zamin banayi kya aasman banaaya

tarif us khuda ki jisnay jaha banaaya

miti se bale bute kya khusnuma ugaye

behla ke sabz khilat unko jawan banaya

tarif us khuda ki jisnay jaha banaaya

tarif us khuda ki jisnay jaha banaaya

suraj se humne payi garmi bhi roshni bhi

suraj se humne payi garmi bhi roshni bhi

kya khub chashma tune aye mehrbaan  banay

tarif us khuda ki jisnay jaha banaaya

har chiz se hai uski karigari tapakti

har chiz se hai uski karigari tapakti

ye karkhana tune kab rayga banay

tarif us khuda ki jisnay jaha banaaya

kaisi zamin banayi kya aasman banaaya

Explore this song