Roman script

tararampam chala jab kafila

zamin hil gayi, aasmaan khul gaya

tararampam chala jab kafila

zamin hil gayi, aasmaan khul gaya

hawa ke paro par udte chale

are ban ke yaha waha titliya

toh bach ke zara rehna yaara

shaitani ka ye hai pitara

ye sukhe me bhi dubote hai kashti

hai aisi hai ye dosti, jaha tapki waha masti

ye ladte bhi hain, jhagadte bhi hain

dikhte magar har pal saath hi

hai aisi hai ye dosti, jaha tapki waha masti

ye ladte bhi hain, jhagadte bhi hain

dikhte magar har pal saath hi

Explore this song