Roman script

tarashta mai ye raasta hoon zara jutaa lu saans mai

manzilen ae manzilen haan tham bhi jaa tu zara

raat ke kaanto se chubhte hain banzar yahan

phoolon mein bhi kaante hai hai mahak phir bhi magar

ye dilasaa to dila ae khuda aahon mei bichhe hai

hai mahak ye to agar ehsaason ki hawa tu kahan

saansein ghut rahi zinda mai phir bhi yahan

tarashta mai ye raasta hoon zara jutaa lu saans mai

manzilen ae manzilen haan tham bhi jaa tu zara

raat ke kaanto se chubhte hain

patjhad yahan

Explore this song