Roman script

kya se kya hua, ho gaya so hona tha

kyon kare gila zara bhi uspe

jane tu, janu main, jane sara jahan

zindagi jo dete hain, wo

khushiyo se apna dil bhar lete hain

kal ki subah teri wajah

degi hume panaah kal ki subah

kal ki subah teri wajah

degi hume panaah kal ki subah

kal ki subah teri wajah, kal ki subah

kal ki subah teri wajah, kal ki subah

aane se tere jeena hume aayega

jo bina tere kabhi na aata

aisi bhi, waisi bhi, jaisi bhi ho teri

chahate shararate hum dil mein unhe

saari umar hi sambhalenge

kal ki subah teri wajah

degi hume panaah kal ki subah

kal ki subah teri wajah

degi hume panaah kal ki subah

kal ki subah teri wajah, kal ki subah

kal ki subah teri wajah, kal ki subah

Explore this song