Roman script

takdir ne jo

takdir ne jo aag lagai hai bujha de

dubi hui naiya ko kinare se laga de

dubi hui naiya ko kinare se laga de

takdir ne jo

chhod a jo kinara to liya sahara

ab kahi dikha dega kinara

tu apne sahare ka chmatkar dikha de

tu apne sahare ka chmatkar dikha de

dubi hui naiya ko kinare se laga de

takdir ne jo

mai kiski hu bhagwan tu kaun hai jo

dub gayi naav ko apman hai kiska

kah do ye bhawar se ke mujhe raah dikha de

kah do ye bhawar se ke mujhe raah dikha de

dubi hui naiya ko kinare se laga de

dubi hui naiya ko kinare se laga de

takdir ne jo takdir ne jo

Explore this song