Roman script

taqdir ne bigad diye bante hue kaam mere 

taqdir ne bigad diye bante hue kaam mere

ho ho kya karu ghanshyam 

ho ho kya karu ghanshyam 

taqdir ne bigad diye bante hue kaam mere

taqdir ne 

main khusti ke ho jaiyega acha mera anjam 

main khusti ke ho jaiyega acha mera anjam

phir kali ghata chha gai 

phir kali ghata chha gai ho gai phir sham 

ho ho kya karu ghanshyam 

taqdir ne bigad diye bante hue kaam mere

taqdir ne 

mata hai na zinda na pita ka hai sahara  

mata hai na zinda na pita ka hai sahara 

aakash pe nikla hua hai subha ka sitara 

aakash pe nikla hua hai subha ka sitara 

deti hai hawaye mujhe barbadi ka pegam 

ho ho kya karu ghanshyam 

taqdir ne bigad diye bante hue kaam mere

taqdir ne

Explore this song