Roman script

takdeer se lad na saka koi

takdeer ke aage jhuk ja

paani par chal na saka

tu kaha chali hai ruk ja

ruk ja, ruk ja, ruk ja

takdeer se lad na saka koi

takdeer ke aage jhuk ja

paani par chal na saka

tu kaha chali hai ruk ja

ruk ja, ruk ja, ruk ja

juda hua tere jiwan se auro ka bhi jiwan

jiwan, jiwan, jiwan

tere dil me chhupi hui hai auro ki bhi dhadkan

dhadkan, dhadkan, dhadkan, dhadkan

tan ka rishta tute bhi to

tute na man ka bandhan

tan ka rishta tute bhi to

tute na man ka bandhan

kitna khoya hai ye na dekh

ye dekh ke kitna paya, ruk ja

Explore this song