Roman script

zindagi ye zindagi hai pyar ke liye 
pyar pe mare yaha jo pyar se jiye
aap jaisa yar jise pyar me mile aapka 
ye husn jiski baho me khile
wo takdir takdir takdir ka badshah wo 
takdir takdir takdir ka badshah 
zindagi ye zindagi hai pyar ke liye 
pyar pe mare yaha jo pyar se jiye
aap jaisa yar jise pyar me mile aapka 
ye husn jiski baho me khile
wo takdir takdir takdir ka badshah wo 
takdir takdir takdir ka badshah 
duniya me wo khushnaseeb yar koi jiske 
karib pyar yaha sabse amir
baki yaha sab garib pyar nahi kiya to 
khak kiya luta ke jan jiya hai wo hi 
pyar nahi kiya to khak kiya luta ke 
jan jiya hai wo hi 
takdir takdir takdir ka badshah wo 
takdir takdir takdir ka badshah 
zindagi ye zindagi hai pyar ke liye 
pyar pe mare yaha jo pyar se jiye
aap jaisa yar jise pyar me mile aapka 
ye husn jiski baho me khile
wo takdir takdir takdir ka badshah 
wo takdir takdir takdir ka badshah 
jis par ye chaya nasha wo hosh me aa gaya 
jannat use mil gayi jo dil tujhe pa gaya
jam piye aankho ke jam piye ha subah sham piye hai wo hi
jam piye aankho ke jam piye ha subah sham piye hai wo hi
takdir takdir takdir ka badshah wo 
takdir takdir takdir ka badshah 
duba jo dil pyar me wo dub ke tar gaya wo mar ke 
jinda rahe jo pyar me mar gaya
yar mere yaha jo pyar kare diwana war kare hai wohi
yar mere yaha jo pyar kare diwana war kare hai wohi
zindagi ye zindagi hai pyar ke liye 
pyar pe mare yaha jo pyar se jiye
aap jaisa yar jise pyar me mile aapka 
ye husn jiski baho me khile
wo takdir takdir takdir ka badshah 
wo takdir takdir takdir ka badshah

Song details

Song video

Watch on YouTube