Roman script

raja raja aaja aaja 

raja raja aaja aaja 

na jana raja lot ke 

mujhe aakela chod ke 

nigahe mere pyar se mod ke 

tanhaa tanhaa dil mera 

tujhko sanam pukare  

hum to hai jane jana  

kai janm se tumhare 

kahe rahi hai humse ye raate

kar le jara tu chahat ki baate 

mujhse na najare chura 

tanhaa tanhaa dil mera 

tujhko sanam pukare  

hum to hai jane jana 

kai janam se tumhare  

jahan jayega tu mujhko payega tu 

meri baho mein ek din aayega tu 

chahe kahi bhi tu ja  

tanhaa tanhaa dil mera 

tujhko sanam pukare  

hum to hai jane jana kai 

janam se tumhare

na jana raja lot ke 

mujhe aakela chod ke

Explore this song