Roman script

tanha hai tadpa hai dil kitna roya hai 

yaado ki galiyo se ye jaake aaya hai 

chhaayi thi khaamoshi gumsum si soyi si 

tere bina tanha hai tadpa hai 

dil kitna roya hai 

ikaraar tha aisa tere bin chale naa the 

kisi mod pe bhi hum kabhi to akele naa the 

ab to naa mile parchhaayi teri

tanha hai tadpa hai dil kitna roya hai 

yaado ki galiyo se ye jaake aaya hai 

chhaayi thi khaamoshi gumsum si soyi si 

tere bina tanha hai tadpa hai 

dil kitna roya hai

Explore this song