Roman script

tan ke jakham to bhar gaye lekin

dil ko abhi aaram na aaya

tan ke jakham to bhar gaye lekin

dil ko abhi aaram na aaya

jiske liye hun jinda ab tak

jiske liye hun jinda ab tak

uska koi paigaam na aaya

tan ke jakham to bhar gaye lekin

dil ko abhi aaram na aaya

badnaami ke daag lage hai bas mere hi daman par

badnaami ke daag lage hai bas mere hi daman par

jisne kiya hai ruswa mujhko

jisne kiya hai ruswa mujhko

us pe koi iljaam na aaya

jiske liye hun jinda ab tak

jiske liye hun jinda ab tak

uska koi paigaam na aaya

tan ke jakham to bhar gaye lekin

dil ko abhi aaram na aaya

jisko pi kar apne tute

jisko pi kar apne tute

dil ko kuch to chain mile

apne hatho me ab tak yaaro

apne hatho me ab tak yaaro

aisa koi jaam na aaya

jiske liye hun jinda ab tak

jiske liye hun jinda ab tak

uska koi paigaam na aaya

tan ke jakham to bhar gaye lekin

dil ko abhi aaram na aaya

tod diya hai jiski khatir

nata sari duniya se

tod diya hai jiski khatir

nata sari duniya se

hontho pe uske ab tak yaaro

hontho pe uske ab tak yaaro

bhul ke mera naam na aaya

jiske liye hun jinda ab tak

jiske liye hun jinda ab tak

uska koi paigaam na aaya

tan ke jakham to bhar gaye lekin

dil ko abhi aaram na aaya

tan ke jakham to bhar gaye lekin

dil ko abhi aaram na aaya

Explore this song