Roman script

tamaam umar behalte rahe hai khaabon se 

tamaam umar behalte rahe hai khaabon se 

hume mil hai sahare inhi sharabo se 

tamaam umar 

khyal shohrate ruswaai aur kya karte 

khyal shohrate ruswaai aur kya karte 

mita diya hai tera naam bhi kitabo se 

mita diya hai tera naam bhi kitabo se 

tamaam umar 

har ek nashe se hai badhkar 

tumhare gam ka nasha 

har ek nashe se hai badhkar 

tumhare gam ka nasha 

dile tapahna sambhla hai kabhi sharabo se 

dile tapahna sambhla hai kabhi sharabo se 

tamaam umar 

badal gayi jo wo nazare to kya huaa rasid 

badal gayi jo wo nazare to kya huaa rasid 

bacha hai kaun zamane ke inkalabo se 

bacha hai kaun zamane ke inkalabo se 

tamaamumar behalte rahe hai khaabon se 

tamaam umar

Explore this song