Roman script

kabhi wo nahi hua socha tha jo

ha ye wo hi ho gaya

socha tha kabhi na jo

kabhi wo nahi hua socha tha jo

ha ye wo hi ho gaya

socha tha kabhi na jo

chalti rahi, badhti rahi

manjil se par dur hi rahi

kya mil gaya, kya kho gaya

ehsaas bhi mujhko nahi

mujhko jaisa laga maine waisa kiya

wo galat tha, ya tha wo sahi

faisla tha wo mera, jo maine kiya

aur karungi main to wahi

yaado me tera basera

andhero me tu tha savera

par jab mushkilo ne tha ghera

kyu tu bhi ho na paya mera

aaj chahu jo bhi main

kyu na main waisa hi karu

apne hi dum pe ab to main badhti rahu

ye duriya, najdikiya, majburiya, khamoshiya

ye duriya, najdikiya, majburiya, khamoshiya

mujhko jaisa laga maine waisa kiya

wo galat tha, ya tha wo sahi

faisla tha wo mera, jo maine kiya

aur karungi main to wahi

mere dil me umange nayi

manjile hai kai

karne hai tay wo faasle

jinse duri rahi

hai aasma yu to kai

sabko main paau zid hai meri

jo socha tha wo kar liya

jo tha nahi wo pa liya

ae rab mere tera shukariya

jo maanga tha wo de diya

mujhko jaisa laga maine waisa kiya

wo galat tha, ya tha wo sahi

faisla tha wo mera, jo maine kiya

aur karungi main to wahi

Explore this song