Roman script

har shaks jahan mein khushi talash kare 
vo khusnasib hai jisko khushi talash kare 
dhundh lenge is jahan mein hum khushi 
hosh lekin kuch roshani hai abhi 
aansu bahe jab hontho pe naame wafa aaye kabhi 
dhundh lenge is jahan mein hum khushi 
hosh lekin kuch roshani hai abhi 
dil ne kiya tha kisi basera 
socha tha banke rahega wo mera 
phir sath hoga mere hae safar mein 
na ho saka ye kabhi 
dhundh lenge is jahan mein hum khushi 
aansu bahe jab hontho pe naame wafa aaye kabhi 
dhundh lenge is jahan mein hum khushi 
hum to mile the magar bewafa se 
mera mukaddar likha tha ghamon se 
dil kaise gham ke andhere mita de 
jab aarzoo mit gayi 
dhundh lenge is jahan mein hum khushi 
aansu bahe jab hontho pe naame wafa aaye kabhi 
dhundh lenge is jahan mein hum khushi 
hosh lekin kuch roshani hai abhi

Song details

Song video

Watch on YouTube