Roman script

phulo ne chhua mujhe kuch na huya 

kanto ne chhua mujhe kuch na huya

par tu ne chhua jab yaar mai hone lagi bekarar

mai hone lagi bekarar

jhilo ne chhua mujhe kuch na huya

maujo ne chhua mujhe kuch na huya 

par tu ne chhua jab yaar mai hone laga bekarar

mai hone laga bekarar 

bewajha mujhe chain aane laga

kya huya pata dard jane laga

khusbu tar hawa gungunane lagi

bekhudi koi mujh pe chhane lagi

ye kaisa jadu hai dil dhadaka pahali bar

jhoko ne chhua mujhe kuch na huya 

bhawaro ne chhua mujhe kuch na huya

par tu ne chhua jab yaar 

mai hone lagi bekarar

mai hone lagi bekarar 

pyar se nayi kya nayi bat hai

din me lag raha ke hansi rat hai

aur kuch nahi hai nasha pyar ka

aa raha hume ab maja pyar ka 

kyu aisi halat hai na khud pe ikhatiyar 

pedo ne chhua mujhe kuch na huya 

patto ne chhua mujhe kuch na huya 

par tu ne chhua jab yaar mai hone laga bekarar

mai hone lagi bekarar mai hone laga bekarar

mai hone lagi bekara

Explore this song