Roman script

taj nagari me wo tajwala hai re 

taj nagari me wo tajwala hai re

taj nagari me wo tajwala hai re

jiska har daur mein bolbala hai re 

taj nagari me wo tajwala hai re

taj nagari me wo tajwala hai re

nagpur mein roja dekha baba tajudin ka 

baba tajudin ka 

naam dekho kitna pyara baba tajudin ka 

baba tajudin ka 

waha wo aalam rahta nur ka ek dariya bahta hai 

nur ka ek dariya bahta hai 

aankhe ho dekhe jalwa baba tajudin ka 

baba tajudin ka 

sare valiyo mein dekho nirala hai wo 

taaj nagari mein dekho nirala hai re 

taaj nagari mein dekho nirala hai re 

taaj wala hai re taaj wala hai re 

arna aala sab aanke apni kismat ki bate hai 

apni kismat ki bate hai 

sabki khatir dar hai khusala baba tajudin ka 

jiske mukdar mein hi kimsat jiske mukadar mein hi nemat

jiske mukadar mein hi nemat

usko najar aata hai jalwa baba tajudin ka 

baba tajudin ka 

rutba unka jamane mein aala hai re 

taaj nagari mein dekho nirala hai re 

taaj nagari mein dekho nirala hai re 

taaj wala hai re taaj wala hai re 

jisne iski koshish ki hai 

usko manjil mil gayi hai 

usko manjil mil gayi hai 

kitna paak aur saf hai rasta baba tajudin ka 

baba tajudin ka 

aarju sabki sabki bhar late hai 

mushkil mein wo kam aate hai 

mushkil mein wo kam aate hai 

lete hai ham naam hamesha baba tajudin ka 

baba tajudin ka 

hamko gam se unhi ne nikala hai re 

taaj nagari mein dekho nirala hai re 

taaj nagari mein dekho nirala hai re 

taaj wala hai re taaj wala hai re

Explore this song