Roman script

mana hai ye duniya haseen 

mana hai ye duniya haseen

pyar nahi to kuch bhi nahi

mana hai ye duniya haseen 

pyar nahi to kuch bhi nahi

aa gaya dil ko yakin

pyar nahi to kuch bhi nahi

mana hai ye duniya haseen 

pyar ka pakka hai rang yaara

lag jaye to chhute naa 

dhaaga hai kamjor lekin sanam

band jaye to tute naa 

yaar na rutthe kahi pyar naa rutthe kahi

pyar nahi to kuch bhi nahi

mana hai ye duniya haseen

ha pyar nahi to kuch bhi nahi

pyar nahi to kuch bhi nahi

mana hai ye duniya haseen 

pyar me gujregi ab ye jindagi

dil ki tamanna hai yahi

hamko jamane se lena hai kya

apni to jindagi hai yahi

pyar hai to hai jahan

pyar hai to hai jahan

pyar nahi to kuch nahi

mana hai ye duniya haseen

pyar nahi to kuch bhi nahi

aa gaya dil ko yakin

pyar nahi to kuch bhi nahi

mana hai ye duniya haseen 

mana hai ye duniya haseen

mana hai ye duniya haseen

Explore this song