Roman script

kahi pe dil ke kone me butto hai ik nadani ka

daba daba daba jo lamha leke aaya hai

bubble-gum ik shaitani ka chaba chaba chaba

jaha saste me milti ho khushi ka wo thikhana hai

kaha kaha kaha teri hi naak ke niche

khushi maujud hai pagle yahan yahan yahan

to chal zara jee le na khulke tu tu

kar zara aa kar le na khulke tu tu tafrih

ladakpan ko kal ki khatir mat petrol ki tarah

bacha bacha bacha chhidak de aaj pe sara

beparwah hungama macha macha macha

thahake zor ke mare zamane ko latifa wo

suna suna suna bate jab char yaron me

maza badhta hai utni hi guna guna guna

to chal zara jee le na khulke tu tu

kar zara aa kar le na khulke tu tu tafrih yaha

to chal zara jee le na khulke tu tu

kar zara aa kar le na khulke tu tu tafrih

Explore this song