Roman script

tadapta chhod kar mujhko

kaha tum rah gaye pyare

kaha tum rah gaye pyare

chale aao bulate hai

ye aansu dard ke mare

ye aansu dard ke mare

o mujhko bhulne wale

o mujhse ruthne wale

o mujhko bhulne wale

o mujhse ruthne wale

tumhari yad me roke

bechare chand aur tare

bechare chand aur tare

tadapta chhod kar mujhko

kaha tum rah gaye pyare

kaha tum rah gaye pyare

mohabbat karne walo ko 

nahi kyu chain milta hai

mohabbat karne walo ko 

nahi kyu chain milta hai

waha tum ho yaha hum hai

ye kaise bata ja re

jiye kaise bata ja re

tadapta chhod kar mujhko

kaha tum rah gaye pyare

kaha tum rah gaye pyare

lagaye aas baithi hu, jalaye hu shama dil ki

lagaye aas baithi hu, jalaye hu shama dil ki

ho mujhko bhulne wale, idhar bhule se aaja re

idhar bhule se aaja re

tadapta chhod kar mujhko

kaha tum rah gaye pyare

kaha tum rah gaye pyare

Explore this song