Roman script

tadap tadap kar aese aese tadap tadap kar aese aese 
dil mera fariyad kare hoy dil mera fariyad kare
aaja sajan tere diwane aaja sajan tere diwane 
ab tak tujhko yaad kare hoy dil mera fariyad kare 
tadap tadap kar aese aese
suraj jan par bijli chamke kale badal chhaye hai 
fhir se bhitar aag lagane fhir se bhitar aag lagane 
sawan ke din aaye hai 
hai kaun hai kaun jo ab tujh bin suna 
ghar mera aabad kare ghar mera aabad kare 
hoy dil mera fariyad kare tadap tadap kar aese aese
saanjh savere milkar panchhi geet khushi ke gaate hai 
haan geet khushi ke gaate hai 
mujhe akeli dekhke sajan teri yaad dilate hai 
do din do din mauj mana le jag me 
kyu jivan barbad kare hoy kyu jivan barbad kare
aaja sajan tere diwane ab tak tujhko yaad kare
hoy dil mera fariyad kare tadap tadap kar aese aese
dur kabhi aakash ko jab koi tara jagmag karta hai 
yaad tumhari aati hai yaad tumhari 
dil dhak dhak dhak dhak karta hai 
udkar udkar pas tere aa jaun 
duniya gar aazad kare hoy duniya gar aazad kare 
aaja sajan tere diwane ab tak tujhko yaad kare
hoy dil mera fariyad kare tadap tadap kar aese aese

Song details

Song video

Watch on YouTube