Roman script

taro bhari raat hai par tu nahi

taro bhari raat hai par tu nahi

ye zindagi kya hai

ye zindagi kya hai

tum kahin hum kahin

taro bhari raat hai par tu nahi

man ka panchhi bol utha hai

bol balam tore dil me kya hai, bol balam

man ka panchhi bol utha hai

bol balam tore dil me kya hai, bol balam

mere dil ki baat na puchho

mere dil ki baat na puchho

haye kahin lagta nahi

tum kahin hum kahin

taro bhari raat hai par tu nahi

thodi thodi der me ji bhar bhar aaye hai

apni lagi ke sab jag gun gaaye hai

thodi thodi der me ji bhar bhar aaye hai

apni lagi ke sab jag gun gaaye hai

mere dil ki baat to puchho

mere dil ki baat to puchho

haye kahin lagta nahi

tum kahin hum kahin

taro bhari raat hai par tu nahi

ye zindagi kya hai

ye zindagi kya hai

tum kahin hum kahin

taro bhari raat hai par tu nahi

Explore this song