Roman script

lricsdiffer???????????????

taarif us khudaa ki jisne tujhe banaayaa

itni haseen mitti jaane kaha se laaya 

mitti se bel bute kyaa khushnumaa ugaaye

pahanaa ke sabz khillat unako javaan banaayaa

suraj se ham ne payi garmi bhi raushani bhi

kyaa khub chashmaa tu ne ae maharabaan banaayaa

har chiz se hai us ki kaarigari tapakati

ye kaarkhaanaa tu ne kab raigaan banaayaa???

Explore this song