Roman script

taare daaman se gareban ko diya karte hai 

jinko jina ho to aise bhi jiya karte hai 

kab bhi pad jaye tumhe apni jarurat na kahi 

har kadam mud ke tumhe dekh liya karte hai 

taare daaman se gareban ko diya karte hai 

jab bhi jalte hai majaro ke diye raato ko 

bekafan yaade liye yaad kiya karte hai 

taare daaman se gareban ko diya karte hai 

jinko jina ho to aise bhi  jiya karte hai 

taare daaman se gareban ko diya karte hai

Explore this song