Roman script

taaka taaki, taaka taaki

jhaanka jhaanki, jhaanka jhaanki

taaka taaki huyi to, pyaar ho gaya

jhaanka jhaanki huyi, aankhe chaar ho gayi

taaka taaki huyi to, pyaar ho gaya

jhaanka jhaanki huyi, aankhe chaar ho gayi

to aaja, to aaja, to aaja baaho mein

ho jaaye, ho jaaye, ho jaaye, ho jaaye

ho jaaye, ho jaaye pyaar ho jaaye

jabse tujhe dekha, mujhe chain nahi hai

main hu kahin par, dil mera kahin hai

jabse tujhe dekha, mujhe chain nahi hai

main hu kahin par, dil mera kahin hai

surat teri pyaari pyaari, mujhko lubhaye

muskurahat teri, dil pe chhuri chalaye

dekha daakhi huyi to, pyaar ho gaya

jhaanka jhaanki huyi, aankhe chaar ho gayi

dekha daakhi huyi to, pyaar ho gaya

jhaanka jhaanki huyi, aankhe chaar ho gayi

to aaja, to aaja, to aaja baaho mein

ho jaaye, ho jaaye, ho jaaye, ho jaaye

ho jaaye, ho jaaye pyaar ho jaaye

tumko kasam, tum dekhte hi raho

chaahat ke teer phenkte hi raho

ho tumko kasam, tum dekhte hi raho

chaahat ke teer phenkte hi raho

tum par to mera dil fisla hai

isiliye hontho se nikla hai

taaka taaki huyi to, pyaar ho gaya

jhaanka jhaanki huyi, aankhe chaar ho gayi

to aaja, to aaja, to aaja baaho mein

ho jaaye, ho jaaye, ho jaaye, ho jaaye

ho jaaye, ho jaaye pyaar ho jaaye

ho jaaye, ho jaaye, ho jaaye, ho jaaye

ho jaaye, ho jaaye pyaar ho jaaye

ho jaaye, ho jaaye pyaar ho jaaye

Explore this song